"BETI" KA "ANOKHA" BAYAAN ..! Dear Papa .... "Beti" bankar ayi hu ma-baap ke jivan me, basera hoga kal mera kisi aur ke aangan me, kyu ye reet "RAB" ne banai hogi, "kehte" hai aaj nahi to kal tu "parai" hogi, "Deke" janam "paal-poskar" jisne hame bada kiya, aur "waqt" aya to unhi hatho ne hame "vida" kia, "Tut" ke bikhar jati he humari "zindagi" wahi, par phir bhi us "bandhan" me pyar mile "zaruri" to nahi, kyu "rishta" humara itna "Ajib" hota hai, kya bas yahi "betiyo" ka "Nasib" hota he ?? "Papa" Says "... ** Bahut "chanchal" bahut "Khushnuma" si hoti hai "BETIYA". "Nazuk" sa "dil" rakhti hai "Masoom" si hoti hai "BETIYA". "Baat" baat par roti hai "Nadan" si hoti hai "BETIYA". "Rehmat" se "bharpoor" "Khuda" ki "Nemat" hai "BETIYA". "Ghar" mehak uthta hai Jab "muskrati" hai "BETIYA". "Ajeeb" si "Taklif" hoti hai Jab "dusre" ghar jati hai "BETIYA". "Ghar" lagta hai suna suna "Kitna" rula ke "jati" hai "BETIYA" "Khushi" ki "jhalak" "Babul" ki "ladli" hoti hai "BETIYA" Ye "Hum" nahi "kehte" Yeh toh "RAB" kehta hai. . .Ke Jab main bahut khush hota hu toh "janam" leti hai "PYARI SI BETIYA"