Dil e Zakham

0 6
Avatar for M.S.Rana
1 year ago

Assalamu alikum

Love love love

Dil par jab muhabat ka zakham lagta ha to os ka dard bhot ghera hota hay. Dard e dil esa hota ha k insan kabhi kise ko bta bhe nahi sakta or agar bta bhe dy to koy or insan ose samjh bhe nahe pata. Q k ye aik esa dard hota ha jis pay guzri ho seraf wahe ese samjh pata ha . Warna koy bhe muhabat ka ehsas ni samjh pata. Muhabat me insan itbar or yakeen ankhen band kar k karta ha. Or jab yahe muhabat os ka itbar or yakeen torr dy to pher insan k chahry me muskan to ho sakti ha par dil har wakt khoon k ansoon rota rehta ha.

Muhabat me bewafai ke koy gunjaish nahi hoti q k itbar yaken seraf aik bar kia jata ha bar bar nahi kia jaa sakta .

Har insan ke ghlti to bar bar maaf ho sakti ha par muhabat me itbar bar bar nahi kia jaa sakta

Jis sy ap pyar karty hein agar ap ose bta dety hein k main ap k bager nahi reh sakta to pata ni q esa hota ha k wo insan ap ke kadar hi khoo deta ha ap ko phli jesi izat nahi dy pata.

Pyar muhabat ye naseeb ka dosra nam ha ye seraf maseeb walon ko hi milta ha agar naseeb me na ho to beshak ap apni jan ke qurbani bhe dy do to bhe ye ap ka nahi ho sakta main ye ni kehta k kosis na karo kosis zaror karni chahy par wahan tak jahan tak ap sabit kadam reh saken or agar ye cheez ap ko ghlt rasty par le kar jaa rahi ha to kosis karen apny kadam wahen rok den.

1
$ 0.00
Sponsors of M.S.Rana
empty
empty
empty
Avatar for M.S.Rana
1 year ago

Comments