Aik to Is Baar Jazz Ka 25GB wala net nh lagwaya, ufone Wala 6GV wala lagwana para signal issue ki wajah say π₯Ί Ab Har MB pay Dil ghutnun men chala jata hay lol π€£π€£ Ufone walo ! 6 GB to Men aik Din men Use kr jata tha ab Aik Hafta men kaisay use krunga net bay , π π€ Woh bhi 3 GB hay Baki 3GB to raat kay Aik say subha 8 bajay tak hay ππ Us waqt tak kaun jagay ab π€π₯Ίπ€£π€¦
10 comments
Hahah Mai tu paka 25GB wala lagta hon device use krta hon
Device pay 25 GB kam nh hay ,? Men bhi 25 Gb lagwata tha pehlay jazz ka !
Yar use peh depend krta Mera tu bach Jata hai new pkage Mai add ho Jata ha pHr
Baray kanjoos ho phir to aap bhai sahab π€¦π€£π Haan g yeh bhi sahi kaha ap ney wesay ! Use pay bhi depend kerta
Kanjoos Nhi hoon yar net ka vo maza Nhi hai mera area me her wqat youtube sey maze oraon
Ha yahi khrabi h pkgs m π is liye wifi is the best.
Hum aik jaga hotay hi nh hain na ! Hostel men 50Mb wala laga hua h wifi ! But usay har jagah to nh ley ja skaty na π₯Ίπ¬
Ha y bhi h koi nhn data se kam chalao phir π
Wohi to ro raha hun , itna kam data ! Khud ko yateem feel kr raha hun qasam s ! Itna lachaar π€¦π€£π€£
Koi nhn ππππ’ noise se kama k hum data lagwaingy