Hazrat Abu Bakar Siddique

0 2
Avatar for Daniyal
3 years ago

1.Ameer takabur kary to bura hai or gareeb kary to bohut bura hai

2.zuban ko shikayat say band kro khushi ki zindagi ata hogi

3.apny zahir or batin ko acha rakho

4.hukumran duniya or akhirat main sub say ziyada badbakht hotay hain

5.zindagi sadah or muqhtasarhoni chaiye warna qayamat k din hisab main bari pareshani hogi

6.us din par ansoun baha jo teri umer say kam ho gya par us may naiki na thi

7.mewah dar darakht ko mat katna

8.duniya kay sat mashgool hojana jahil kabid hai-lekin alim ka badtar hai

9.jis shaks par nasihat asar na kary wo samajh lay kay uska dil eman say khali hai

10.sadqa dy kar apny eman ka intizam kro,zakat dy kar maal ko bachao or duaon say balaon kay tufaan ko dhakail do.

1
$ 0.00

Comments