3
12
Hmein har kam mein mehnat krnii chahye q ke MENAT MEIN AZMAT HAI ...koi bhi km agr mehnat ke bghr kia jaye to uska phal humein naii milta har km ko krny sy pehly mehnat shrat hai .
ek insaan ny ksi dosry insaan sy kaha ke ap mry liye dua krin mein paas ho jaon exem us ny agy sy kaha ke Mehnat ke baghr dua krna b hamakat hai
is sy sabit hota hai hmein mehnat krni chaye is duniya mein koi teachr hai ya doctor sp ny mehnat ker ke hi in peshun ko paya hai mehnat ke bina kisi km ka koi wajod nai ...
r mehnat kr ke hmein Allah pak par yqeen rakhna chye .q ke Allah ki zaat buht Gaforu raheem hai
G Allah par kamil yqeen sy hi insaan kamyab hota hai