read.cash Log in
@Doctor5588 more from that month

Aaj Saara Din Mobile service band thi to mobile use krnay ka dil Hi Nahi Kia . Isi liey room mn hi para raha . Itfaq say aaj ghar walun s baat krnay ka muaka milla . Baray achay log hain 🤭 Bhut hi dilchasp hain aur khiaal rakhnay walay Bhi ! Mujhy unki dekh bhaal bhut pasand ai ! Abhi abhi free hua . Bahrhal sab ghar walun say baat kr kay bhut sakoon milla aur un ka ikhlaaq ki bhi daad banti hay 😁 Allah sabko Khush rakhay aaameen ❣️

No comments yet

Log in to join in Reading is open to everyone. Replying needs an account.