Aur Sab Rishtay Aik Hi Dor Say Bandhay Thay π Suntay Aye Thay kay bachpan men ammi Dua dia karti thi k Allah Nazar lagnay say bachaye. Is baat pay kabhi bharosa nh tha k bhala nazar bhi kabhi lagti hay . Lekin aaj realize hua kay nazar bhi lagti ha. Aur wahan wahan s lagti h k banda expect hi nh kr raha hota. Lekin Ab yakeen ho gia hay k nazar lagti Ha Aur jab lagti hay to saaray rishtay aik hi saath ley jaati Hay ! Mujh say Kehti Hay terey Sath Rahungi Bhut Piar Karti Hay , Mujh Say meri Udaasi π
No comments yet