Marble work
Joined 4 January 2023 · 5 posts
Zindgi se pyaar karna sikho logoo se nai 🤗🤗🤗
120 KT
0 KT received · 0 KT given
Marble work
Hi moasam buat thanda tha soch kuch kha liya jaye isliye hum ne pizza mangwaya kafi mazy ka tha kis kis ko pizza pasand ha mujy zaroor batana .
Sardi kafi zayada ha our sardi main fish ka apna he maza ha rat ko soch q na sardi main fish khai jaye Isliye hum dost mil kar fish khane xhale gaye market kafi maza aya .
Hi good evening.aj kafi sardi ha subha k time dond ki wajha se buat zayada sardi thi. Rat ko hum ne pizza oder kiya kafi maza aya .
Good morning aj dond kafi zayada ha sardi b kadi ha log garon se abi tak nai nikal re subha k 8.47am ho re ha.