read.cash Log in Sign up

Bht he Zyada Masroofiyat ki wja se Match nhn dakh ska. Masroofiyat ki reason btao k nhn. Khair btany se kiya farq parta hai. Haha. Jin ko Pta hai woh silent Rahe. Choro yeh sb dunyawi batein.Match ki bt krte hai. Miane 9 45 minutes pe Television ka Button ON Kya. Magr Cable ki picture tube sahi nhn thi lekin Phr bhi Match sahi tareeqay se dakh skta tha. Hafeez k out honay k bd bht he tension hui Q k Afghan bowlers kisi bhi waqt attack kr skte thay. Match bht he zyada Sansani kheaz tha. Lekin Match jeetwanay ka Credit Asif Ali ko he jata hai chahy woh New Zealand ka bhi Match na ho. Mian smjhta hn Shahid Afridi ki trah ka he Player mil Gya hai. 4 Sixes lga kr Afghanistan ki Durgat bna Di. Congratulation for winning third Match.

Log in Sign up Free places are open right now.