read.cash Log in Sign up

Meri Family Aur Meri Es trah Jung Ho rahi hai Aaj kal Jis trah Mangol Aur Muslims ki hoti hai. Hahaha. Jung Abhi tak Jari hai. Meri Family ka Palra Bhari hai. Meri Family ne Mujhe Shikast de di hai. Kahte hai k hum Tumhari Shadi krey Ge Aur Zror KRey Ge. Adhay Members ne to itna kah dya k Ghr se Dur chlay Jana agr tum ne Shadi na ki. Bht he funny line hai Mery Liye Es Year ki.. Apne Parents ko Smjha kr mian thak Gya hn k MiAn Graduation complete kr ln Aur business mian Aa setting hojay phr shadi krey gi. Ab mian har chuka hn. Mery Complete family MiAn first Low Age Person hnga jis ki shadi hogi . Smjho 3 Months k bd Shadi confirm. "kidhar chla mian kidhar chla ".haha.

2 comments

Log in Sign up Free places are open right now.