read.cash Log in Sign up

"New Journey " Yeh Kya Ho raha hai Mery sath. Abu NE kaha hai k Sb Entzam hogya hai. Date rakhne k liye Mushawrat krni hai. Miane kahan "Hain itna Jaldi ".Abu ne kaha 4 Month bd shadi krna Aur 1 Month bd bhi . Mery kan khray Ho Gay.Meri Ankhein Hairan hogai.Miane kaha Abu ko k February mian Rakh lety hai. Lekin Meri kaha sunte ha Ghr mian hahaha.Meri Sisters kahne Lagi Abhi kr Ln Aram se best time hai. 1.Usman Buzdar ne Kabhi nhn Socha Hoga k mian chief Minister Punjab banu GA. 2. Miane bhi kabhi nh socha tha k Es Age (21 years) mian meri Shadi hogi. Both Lines are my creativity. Kuch khwab khud bakhud complete hojatay ha na sunty hai kisi na sunaty hai. 7th Semester(Bs Chemistry) k mid exam se pehle Mian kisi ka hojao ga.hahaahhahaha.

Log in Sign up Free places are open right now.