Mera 7th Semester 10 November k bd start hojay Ga. Main kabhi study se nhn dra. Abhi der lag raha hai bht. Abhi Pure Chemistry Parhni Pray Gi. Dost kahte hai k 7th Semester se Pta chlay GA k chemistry kiya chez hai. Magr mian bht confidence hn k Semester system easy hai. Hard work kr K kamyabi mil jaygi InshAllah. Sb Apni Education k bare mian btay Ap kis field mian hai. Aur Es field mian kaise Aay Aap. Mera parents khwab tha k mian Doctor banu lekin Naseeb mian he kuch Aur likha tha .Chemistry mera hamesha favorite subject raha hai. Maine Metric Aur F. SC mian Chemistry subject mian 90% se zyada Marks thay. Esliye miane M. SC Chemistry k liye University of Education ko Select kiya. Next year graduation complete hojay gi. Future k bare mian bd MiAn sochay Ge. Apka konsa favorite subject hai Aur chemistry subject kaisa lgta hai Apko.