Mian bht he Busy tha Aik haftay se. MiAn trading krna seekh raha tha . Alhandulillah, Mery mind mian jitna knowledge aa gya hai bht hai .Apko bhi chahiye k trading krna seekhe. Ap zror success hoge. Trading mian bhi technique ka hona zrori hai k konsa coin purchase krna chahiye. Musalsil 2 din se mian Apni noise cash ki earning bitcoin wallet se Trust wallet mian dal raha tha lekin Meri Akhati transition nhn ho rahi thi. kisi dost ne btaya k Ap 1$ se transaction kro phr hojay gi. Aaj Sari transactions miane apne Wallet se nikal liye hai .Binance App pe miane cake coin purchase kr liya hai. Cake ki price abhi 20$ hai g. Eski Last price 42$ thi .Miane 1 year k liye stake ka decision kiya hai . Aik Aur coin purchase krna hai konsa coin purchase kru.. Ap Kya kahte hai Es bare mian. Apna feedback dena na bholiye GA.